Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye - Urdu Poetry

Urdu Poetry is a blog about urdu poetry, sad urdu poetry, romenti poetry, sad poetry, urdu best shayari, punjabi shayari.

Monday, April 10, 2017

Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye

Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye
Chand badli mai jo aya to bura maan gaye

Aur to sab ko pilate rahe mast ankhon se
Hath saagar ne jo barhaya to bura maan gaye

No comments:

Post a Comment